Monday, September 17, 2012

HASNE HASAANE KA ZAMAANA....

Hasne hasaane ka zamaana ab raha kahan 
Na jaane yeh khushiyaan chali udd kahaan
Sat samunder par se aai ek pari jo yahaan
Sab kuch raakh kar gai wo ,jalla ke yahaan.



Sahi tha main, par chun liya galat insaan
Dosh uska nahin,hey zimedar hum yahan. 



Banne fazool main hum maalike ahwaal
Na patta tha hai log ziddi ke baap yahan.

Bawajood manah,kiya wo jo man kehgaya
Zinda lash bana ke gaye wo tab se yahan.

Ab humara hai nahin koi rishta aapse ab
Zinda hon PAR maut to kab KI huye yahan

Rab se guzarish hai, to ho sada khushaal
Chod aayee hain maut KI raakh bi yahan.