Saturday, June 23, 2012

THE DAY IS NEAR...


The day is near when am set on to fire
life is burden, now hatch the stare
let me count the pains,I was inflicted
never had imagined, day will be dire

am I incappable, to mark the  jungle
can't believe that truly am on hire

was the joyous one, when was a child
named as bharat, got killed in attire.

eleyeceeian.

U HAVE BID ME...


U have bid me bye forever
see promise U, I will never
know, how much u refrain urself to answer
in heart u remember me ever

nobody arround U will be a help ever
don't rely on any body ever

true I also could not be close to U
doesn't mean, am set to be on fire

think about your reactions you make often
kills a person who is never a lair

pray god to keep you hale and hearty
pass on your pains to me, will accept as ever

eleyeceeian

KAUT GAI MAAI




Kaut gaye maai               Zana paye krai
Khoonas gav pouin         zana aaye balai

Shrakh vach rishtan       prochni teni drai
Bouy ne bayesund            lajik zane haai

Chuni samajh gav kyah   aaye baed balai
Maej gaye shaspanjas     kate ane su jaai

Traive su kashire              heth sheer chai
Doh gav mushkil            challe kate naaiy

Chalraive Par gagrav    kate rooz su maai
Panin te gaye yirii        aaye sehlaab balai

Gar oos khatta                kayzi kajak laai
Boojne aas naray bastav-varai chane jaai

Dazne daej shakily   mood aaz, loug balai
Roodus aaz kunuy   daye kar myoun paai .


BHARAT B DAS ( an el eye cee’ian)

HAI PYAR KI LAGAN AISI....


Hai pyar ki lagan aisi tuj se ae humdum
Tu sansain meri to hum hai teri dhadhkan
Aise na tohmat laga,hai  ye namanzoor
kirnoo se aabad hai hum, ae  humdum

Badal di soch ab se, ki hai muj se aap
karo pyar ki boochar muje, ae humdum

mana gaflat main tha ki hai duniya muj se
alag na kar, hai duniya tu hi mere humdum

teri chahhat main tadpa hoon are kitni baar
maar bhi jaan se,tayar hoon  mere humdum

na rakh door apne pyar ki khushboo se
tute ga ye bharat bager kirnoo se humdum.

eleyeceeian

JAB APNE BAN JAYEE PARAYEE..



Jab apne ban jaye begane to dil y rota hai
Yeh sochte hi dil ka hashar bura hota hai
Un ko Kya pata jo lagte apnane kisi aur ko
Ekpal sans lena bhi ab dushwar hojata hai

Hum jee hi lenge sote jagte,mar maraa ke
Unka dilhai y maikhana,samj nahin ata hai

Meri unse koi dushmani thi pehle janam ki
Jo ab y dukh KA samna harbar ho jata hai

Main tuje kabhi n bhool paonga meri jan
Par y samajh harpal meri maut hojaati hai ...

eleyeceeian

GAMGEEN HAI RAHE SAFER...


gamgeen hai rahe safer, dino din
din nikle ja rahe hain, pal gin gin
ek  pal  bhi  ek  umer  ke  baraber
man mutabiq jab na ho har ek din.

dimaag yahan to dil kahin aur hai
socha kya tha, huva kya aaj ke din.

hai udan badi, lekin par hain chote
kate par mere soch ke bhi aaj ke din.

sama ek yeh bhi hai,ki hoon be bus
sama wo bhi apna thakhushi ka ek din.

hai sab sahi -galat saathi ke soch pe
hun gunehgar main aap ka,ab se har din.

eleyeceeian

KAISE YEH DUNIYA...


kaisi yeh duniya matlab se bari
rishte hain ya matlab ki chaddi
ek second main rasta dhikhaya
kehta jis ko tha, hai tu meri pari

nahin pasand muje ye roz ki khich
aaj lagi pata aukaat apni,ooo pari

kya karoon hoon yahaan bhi phansa
tum kiyon na samajhti oo meri pari

na kar shak, hai meri maut ke jaisi
hun aap ka humesha kar do ab bari

kaha kitni baar na likh aisa waisa
kya humesha main paraya hun pari

eleyeceeian.

NAAM NAHIN BADNAAM SAHI


naam nahin badnam sahi
raha nahin kisi kaam sahi
begunahi ji koi dosh nahin
sookh gaye ashq,wo hi sahi

kiya bharosa to, dil se to kar
tohmat lagana sahin nahin

chod chuke ab rishte naate
bura hona hai bahut hi sahi

rah chalton ko nahin apnaya
izzat bakash di koi dosh nahin

tum ne swari zindagi meri
us ko hi ujjaad diya ye sahi nahin

tum salamat raho ji, har dum
mar hi jayeen aub wo hi sahi

nahin mil paoonga ab marne tak
aap ne humain pehchaana nahin

nazroon se gira aap ke ab main
dukh is ka hai muje,aur kuch nahin

akhir main kehni ek baat
mera immaan hai tu,, aur sab sahi

eleyeceeian

NAYE JAB YAAR...


naye jab yaar milte hain
to purane bhool jate hain
naye to behad zaroori hain
par purane bhi kaam ke hote hain

aaj nahin to kal hum pe innayat hogi
zindagi ka bharosa kya, kab tak jo ye hain

agar na mil payyen is dore zindagi main
rooh ashant hogi, sasen jab tak to hain

kis door se gujra kal se yaar ko kya lena
mile fursat is no. pe hum filhaal zinda hain
094166 .....

eleyeceeian

Tadapna yaar ke liye ....


tadapna yaar ke liye fitrat jo hoti hai
raaten bhi us ke liye din hi hoten hai
kiyon sanam ye zulam dha deti hai
kya dil main us ke reham nahin hoti hai

kya pyar ka anjam kabhi aisa bhi hota hai
jaan de ke, woh kabhi khush nahin hote hain

waqat chura ke, us ki koi ahimiyat bhi hai kya
na bhi ho, hum humesha aise hi hote hain

wo humain kabhi bhi juda kar sakti hai
par pyar ka kya, jo basay dil main hote hain

hum reh na payeen ge bin unke yeh to hai
mar bhi gaye, wo sada dil main hote hain

eleyeceeian

TAARE GIN GIN...


tare gin gin aaj yeh raat guzari
tha need ka nahin naamo nishan

ek pal jo need yaar se manng li
aahat main us ke yeh raat guzari.

soye to nahin woh bhi ekdum
tadap ke us ne bhi raat guzari.

na samajh hai muskaan hi aisi
ro ro ke hum ne yeh raat guzari.

hai gusse pe nahin kaboo uske
intezar main us ke ye raat guzari

banta jo shakash pehle ho ho phir
aade se aada aap ka ho bhi gaya,
phir bhi shamah ke maanind na huva
swalon jawaboon main yeh raat guzari.

eleyeceeian