Saturday, June 23, 2012

KAISE YEH DUNIYA...


kaisi yeh duniya matlab se bari
rishte hain ya matlab ki chaddi
ek second main rasta dhikhaya
kehta jis ko tha, hai tu meri pari

nahin pasand muje ye roz ki khich
aaj lagi pata aukaat apni,ooo pari

kya karoon hoon yahaan bhi phansa
tum kiyon na samajhti oo meri pari

na kar shak, hai meri maut ke jaisi
hun aap ka humesha kar do ab bari

kaha kitni baar na likh aisa waisa
kya humesha main paraya hun pari

eleyeceeian.

No comments: