Saturday, June 23, 2012

Tadapna yaar ke liye ....


tadapna yaar ke liye fitrat jo hoti hai
raaten bhi us ke liye din hi hoten hai
kiyon sanam ye zulam dha deti hai
kya dil main us ke reham nahin hoti hai

kya pyar ka anjam kabhi aisa bhi hota hai
jaan de ke, woh kabhi khush nahin hote hain

waqat chura ke, us ki koi ahimiyat bhi hai kya
na bhi ho, hum humesha aise hi hote hain

wo humain kabhi bhi juda kar sakti hai
par pyar ka kya, jo basay dil main hote hain

hum reh na payeen ge bin unke yeh to hai
mar bhi gaye, wo sada dil main hote hain

eleyeceeian

No comments: